ek pyar ka naghma hai moujoN kee ravani hai zindagi aur kuchh bhe nahee, tere mere kahanee hai kuchh paa kar khona hai, kochh kho kar pana hai jeevan ka matlab tu aana aur jaana hai du pal kee jeevan se ek omr churanee hai zindagi aur kuchh nahee, tere mere kahanee hai tu dhaar kee nadyaa hai main tera kinara hoo tu mera sahara hai, main tera sahara hoo aankhoon mein samandar hai, aashavoon kee paani hai zindagi aur kuchh bhe nahee, tere mere kahanee hai toofan tu aanaa hai, aakar chale jaana hai badal hai kuchh pal kaa chadar dhal janaa hai parchhaiiaan reh jaati, reh jaati neshaani hai zindagi aur kuchh bhe nahee, tere mere kahanee hai jo dil ko tasalee dai vu saaz utta laavo dam ghottnai se pehle hee aawaz otta laavo khoshyoon ka taranam hai ashkoon ke zabanee hai zindagi aur kuchh bhe nahee, tere mere kahanee hai |
Site Under Construction... |
Salaam everyone! Thanks for visiting my site on Baydil :o) I hope you enjoy the few poems I have gathered here, just click on Baydil Link below to access them...I will have more added soon, insha-Allah! God Bless Humanity! Stay Safe! |
In the name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful. |
More coming soon... |